Garv hai!!
This is dedicated to all those soldiers who lost their lives for us in the Pulwama Terror Attack on 14.02.2019. Ek mausam aaya tha Sabka sukoon le gaya Karne gaya uski hifaazat To badle me jaan le gaya Or pohocha diya esi jagah Jaha mere jaise aur bhi the Garv hai khudpe Jo ladne Ka mauka mila Bas ek khwahish thi Thoda waqt mil jaata To maa ko aakhri Baar Apna chehra dikha paata Maa, fikar na Karna meri Khush hu me Yaha Jaha ho Kuch galat Nazar hogi meri waha Aaega ek din Jab har aasmaan me Hawa ki jagah Lehraaega hamara tiranga Vaada hai mera Agar mile ek aur Jaan To wo bhi hogi Mere desh pe kurbaan